Friday, 7 December 2007

sach ho jaaye...

har me dafn ho jaata hai
ek din jo jee liyaa.
har shaam kahatee hai;
ki aage ek din aur hai.


jara tham ja;
aaraam karale,
lambee raat baakee hai.

dekh le ek sapana,
kya pata
kal kee subah
sach
ho jaaye...

No comments: