Monday, 20 December 2010

har kise say jo humne wafa ki

har kise say jo humne wafa ki
bus yehi zendagi may khata ki
chahato ke hujum may tanhai
muje dosto ney ata ki
saz-a-dil yu hi nai mela humko
bhari kimat thi jo ada ki
jo hamara na hosaka aksar
unky liye bhi humne dua ki

No comments: